Bahadur Shah Zafar’s Poem About The 1857 Revolt & Dilli-The Garden Of Harmony
Gayi yak-ba-yak jo hawa palat nahin dil ko mere qaraar hai Karun us sitam ko main kya bayan mera gham se seena figar hai (The winds of fate changed suddenly, my heart is inconsolable How can I describe the pain, my chest is heavy with melancholy) Ye reaya-e-hind tabah hui kahun kya jo in pe jafa hui Jise dekha hakim-e-waqt ne kaha ye bhi qabil-e-dar hai (Indians have been ruined, one can’t describe their oppression The new rulers condemned everyone they saw worthy of the gallows) Ye kisi ne zulm bhi hai suna ki di phansi logon ko be-gunah Wahi kalma-goyon ki samt se abhi dil mein un ke bukhar hai (Has anyone heard of such tyranny? That innocents were sent to the gallows! The rulers still bear such enmity towards those who recite the Islamic creed) Na tha shahr-e-dehli ye tha chaman kaho kis tarah ka tha yaa’n aman Jo khitab tha wo mita diya faqat ab to ujda dayar hai (Delhi was never just a city, it was ...
Comments
Post a Comment